Dog smell why
Namaskar dosto mai aaj es post me bataunga ki bahut se log eise hote hai Jo puppy dog to pal lete hai aur jab unke puppy dog bade hote hai to aksar garmiyo me unke body se smell ane lagti hai aur ve apne dog Ke smell ko sahan nahi kar pate hai aur uska hal na nikalkar pareshan hokar apne dog ko bahar bhaga dete hai ya bech dete hai ya kisi ko de dete hai ve pareshan ho jate hai ki mera dog smells kar raha hai mera image dusre Ke samne kharab ho jayega dosto mai aap logo ko yah bata dena chahta hu ki aap log in pareshanio se bhage na tatha unka hal nikale dosto visheskar yah pareshani India me garmiyo Ke mausham me hota hai jin dog Ke bal chote chote hai ve utna smell nahi karte hai tatha jin dog ka bal bade bade hote hai unke body se smell Jada aata hai dosto smell aana dog par hi nirbhar karta hai mere kahane ka yah MATLAB hai ki aap yadi small breed ka dog liye hai ki big breed ka es par nirbhar hota hai yadi aAP bade bal wale bade breed liye hai to unke body se smell aana swabhavik hai smell es liye aata hai ki yadi ensan Ke rup me samjhe to ensan Ke body se pasina aata hai aur in pashino se unka body smell karne lagta thik usi prakar dog Ke body me pashina hota hai aur usi pashine Ke karan smell aata hai dosto smell ko samapt karne Ke jis trah ensan apne body ki safai karta hai trah trah Ke due ya powder lagata hai jisase unka body smell na kare vaise hi jaruri hai ki aap apne dog ko puri trah saf rakhe tatha garmiyo ki vajh se aap Ke dog ko pashina aata hai enhi Ke vajah se smell aata hai .
Solution- aap ka dog smell na kare eske liye aaj kal market me kai trah Ke due ya pawder dog wali aati hai jisase dog ko lagane par smell nahi aayega yadi aAP apne dog ko saimpu se both karte hai tatha uske bad bhi unhe dry hone me 48 hour lagte hai aur smell tabhi nahi jata hai to aap apne dog ko powder laga sakte hai aaj kal bahut se company dog wali powder bana rahi hai jisase smell Ke sath sath anya kiro ko bhi mar deti hai eske sath yadi aAP Ke dog ko powder lagane Ke bad bhi smell nahi jata raha to aap due bhi use kar sakte hai es prakar aap garmiyo me bhi aram se apne dog Ke pas rah sakte hai aur aap ka image bhi bana rahega yadi aAP ko koi bhi bat samjh me na aaye to aap email kar Ke puchh sakte hai namaskar

Post a Comment